Friday, July 27, 2012

Rhamba Mein Samba - Shirin Farhad Ki Toh Nikal Padi

Rhamba mein samba
Rasta hai lamba
Chahat mein phir bhi tu make you turn le lona
Thoda ya zyada
Manzil ka wada
Dil ki uss high way ko tum peeche chodo na

Ohoo.. iss safar mein sare
Ohoo..na safar kar pyare
Ohoo..tum bhi aao na

Rhamba mein samba
Rasta hai lamba
Chahat mein phir bhi tu make you turn le lona
Thoda ya zyada
Manzil ka wada
Dil ki uss high way ko tum peeche chodo na

Mehfil-e-pal bhar mein saj gayi
Phir meri bach gayi
Jab yeh dil diya
Oho..mehfil-e-pal bhar mein saj gayi
Phir meri bach gayi
Jab yeh dil diya

Rhamba mein samba
Rasta hai lamba
Chahat mein phir bhi tu make you turn le lona
Thoda ya zyada
Manzil ka wada
Dil ki uss high way ko tum peeche chodo na

Saari yeh
Pehle yeh pyar de
Phir yeh dudkaar de
Inka kya pata

Come on now
Saari yeh
Pehle yeh pyaar de
Phir yeh dudkaar de
Inka kya pata
Tera naatak hai mera patak hai
Get out bolo zara

Rhamba mein samba
Rasta hai lamba
Chahat mein phir bhi tu make you turn le lona
Thoda ya zyada
Manzil ka wada
Dil ki uss high way ko tum peeche chodo na

Ohoo..pyar de bechare
Ohoo..pyar de de dildare
Ohoo..sath gao na..

Rhamba mein samba
Rasta hai lamba
Chahat mein phir bhi tu make you turn le lona
Thoda ya zyada
Manzil ka wada
Dil ki uss high way ko tum peeche chodo na
Phrrrrruuaa..
 
 

Shirin Farhad Ki Toh Nikal Padi - Title songs.



 Dekho nikal padi, arrey nikal padi
Ye toh circus hai, taqdeeron ka
Kissa haathon ki, hai lakeeron ka

Do dilon ki puncture gaadi
Kal talak jo thi khadi
Rab ne maara dhakka chal padi
Shirin-Farhad ki toh nikal padi

Tell me bhaiya kya karega qaazi
Chaahne wale jab ho gaye raazi
Phir bhi milna aasan nahin hai
Matha-pachchi hai acchi khaasi
Ek chingari hai kaafi
Aur phir hai Diwali
Pyaar toh hai aisi phuljhadi
Shirin-Farhad ki toh nikal padi

Lambe chaude hain love ke raste
Peeth pe duniyadaari ke baste
Dil ki sun le ya sabki maane
Kisko tata, karein kise namaste
Haule haule chalna lekin
Thokarein naa lag jayein
Pyaar ki dushman hai hadbadi
Shirin Farhad ki toh nikal padi


Khatti Meethi - Shirin Farhad Ki Toh Nikal Padi


Khatti meethi
Strawberry se
Mausamon mein feel hai
Chahton ne mushkra ke
Dhi zara si deal hai
Khwahishon mein narmiyan
Aa gayi..
Kuch toh naya seen hai
I wanna just to sunlight
I wanna chase the rainbow
Kya jaane kya hai maajra
O.. this feel is alright
I never want to let go
Yahi chahta hai dil bawra..
Khatti meethi
Strawberry se
Mausamon mein feel hai
Chori chori koi story
Likhi hai waqt ne
Ansuni.. jis mein thodi..
Baarishen hai
Doop thodi gun guni
Zindagi ki.. balcony mein
Kadam rake jahan shaam ne
Jis ko dhoonda.. tha sabere
Mil gaya woh samne
Dhadkanon mein garmiyan
Aa gayi.. yeh sach ya dream hai
I wanna just to sunlight
I wanna chase the rainbow
Kya jaane kya hai maajra
O.. this feel is alright
I never want to let go
Yahi chahta hai dil bawra..
Khatti meeti
Strawberry se
Mausamon mein feel hai
Ek boli, cheez jaisa
Pada tha dil kisi drower mein
Jee rahi thi bewaja si
Kya batao aur main
Kidkiyoki rang sari
Khayalon ki hawa na mili
Khwab mere jee rahi thi
Bandh ghar mein roye
Tode gehema gehariyan
Aa gayi jis baat rangeen hai
I wanna just to sunlight
I wanna chase the rainbow
Kya jaane kya hai maajra
O.. this feel is alright
I never want to let go
Yahi chahta hai dil bawra..
Khatti meethi
Strawberry se
Mausamon mein feel hai
Nanana hun..
 
 

Thursday, July 26, 2012

Kuku Duku - Shirin Farhad Ki Toh Nikal Padi



Kuku Duku ku ku kuku (Repeat 3 Times)
Ek ladki badi gazab ki mili shaam ko
Ha haan Kha gayi jo chura ke dil ke bake aam ko
Haye ek ladki badi gazab ki mili shaam ko
Ha haan bhag gayi jo chura ke dil ke pake aam ko
Muh pe tha taala
Daftar mein saala
Jo uska naam bhi na poocha
Gadhera gadhera
Gadhera
Kuku Duku ku ku kuku (Repeat 3 Times)
Phooli hai baloon jaisi umange jawa
Ek meeting mein hi usne bhari hai hawa (Repeat once)
Moh ka tha dala
Daffar mein saala
Karti kya kaam bhi na poocha
Godhera godhera
Gadhera
Kuku Duku ku ku kuku (Repeat 3 Times)
Ye chillar gale ka patta bech ke gayi
Muskura ke 2, 4 percent choot the gayi (Repeat once)
Karte kyon taala
Daffar mein saala
Patte ka daam bhi na poocha
Gadhera gadhera kehe saktha… gadhera
Nanana.. (Kuku Duku ku ku kuku)
 


 

Ishq Main Tere Bina - Shirin Farhad Ki Toh Nikal Padi


Rambarara tararara rara ra..rara
Hai dosti
Kuch zyada zindagi se ho gaye
Hai dosti
Phir taza zindagi se ho gayi
Yeh pyar ki raat, khumar sa hai
Suhane khwab hume bhi bune
Ishq main tere bina
Ishq main tere bina
Dil hi na lage (Repeat once)
Hahhaa..
Tujhe mil ke sang
Dil tujhse pehle kaise thi zindagi
Thi zindagi
Chehre se gulshan dil se sehera jaise
Thi zindagi thi zindagi
Yeh pyar tera (Yeh pyar tera)
Bahar sa hai (Bahar sa hai)
Toh aaj phool humne bhi chune
Ishq main tere bina
Ishq main tere bina
Dil hi na lage (Repeat once)
Mere har dhadkan pe
Tune khwahish likh di kya baat hai
Kya baat hai
Mere bikhre sur pe
Tune bandish likh di kya baat hai
Kya baat hai
Yeh pyaar tera (Yeh pyaar tera)
Malhar sa hai (Malhar sa hai)
Tarhane aaj humne bhi chune..
Ishq main tere bina
Ishq main tere bina
Dil hi na lage (Repeat once)
Hai dosti
Kuch zyada zindagi se ho gaye
Hai dosti
Phir taza zindagi se ho gayi
Yeh pyar ki raat, bahar sa hai
Suhane khwab hume bhi bune
Ishq main tere bina
Ishq main tere bina
Dil hi na lage (Repeat 2 times)

Kaafir Andhere -Shirin Farhad Ki Toh Nikal Padi



Kaafir andhere..
Daale hai derre
Dar pe khada hai
Muh ghuma ke roota sawera
Lamhe safere
Sone na dhe
Lagne laga hai
Kashma kash ka
Dil yeh basera
Badti hai jurmana
Meri kaun si katha
Wada thodne se pehele
Itna toh bata
Teri yaadon ki sheher mein
Rafta rafta
Gali gali aur kona kona phirta hoon
La pata
La pata..
Kaafir andhere..
Kismat ne maulat bhi di na mujhe
Aisi thi narazgi
Ambar mein jaane mana hi kyun
Meri hai parwaaz ki
Math padne chua jo
Tera mera rishta
Manzil murjayi
Ujhda rasta
Teri yaadon ki sheher mein
Rafta rafta
Gali gali kona kona phirta hoon
La pata
La pata..
Kaafir andhere..
Mrug thrishana jaisa tha
Apna milan
Likha tha hona juda
Tu bhi mehzan insaan hai
Samjha tha main hi khuda
O ehsaas jo pehle
Naazuk dil ka
Ab dard ki tarah jug tha rehta
Teri yaadon ki sheher mein
Rafta rafta
Gali gali aur kona kona phirta hoon
La pata (Repeat once)
La pata..
Kaafir andhere..
 

Laapata - Ek Tha Tiger


Aankhon ko yoon band karke
Dheme dheme gin gin ke
Dhoondon humein hum hain kahan
Ho bhule se fasaane hai
Zameen se begaaney hai
Dekho hue hum toh hawa
Dil ke kinaare, khawaabon ke neeche
Hai khoya khoya apna jahan
Main laapata.. bhula pata
Hosh-o-havas.. hai laapata
Haan yeh zidd hai meri
Tujhko hi sochengey ab hum
Roshini yeh teri
Khwaabon mein rakhengey band hum
Haan subah kab soyi
Taare kab jaage
Hum bhule hai ki kab kya hua
Main lapata.. bhula pata
Hosh-o-havas.. hai laapata
Le rahein the saansein
Zinda nahi the kabhi hum
Dil yeh tujhko deke
Dhadkan se vaakif huye hum
Haan tujh mein hi gum hai
Tujh mein hi khoye
Ab waise bhi jaana kahan
Main lapata.. bhula pata
Hosh-o-havas.. hai laapata