Wednesday, July 18, 2012

Tera Deedar Hua - Jannat 2


 
 
Yoon tera muskuraana
Aur aakey chaley jaana
Yoon tera muskuraana
Aur aakey chaley jaana
Kismat ka hai khul jaana
Tera deedar hua
Pehla sa pyaar hua
Pehli hi bar hua
Iss dil ko
Na toh inkaar hua
Na hi iqrar hua
Jaane kya yaar hua,
Iss dil ko
Yoon tera muskuraana
Aur aakey chaley jaana
Kismat ka hai khul jaana
Tera deedar hua
Pehla sa pyaar hua
Pehli hi bar hua
Iss dil ko
[Iss dil ko]
Na toh inkaar hua
Na hi iqrar hua
Jaane kya yaar hua,
Iss dil ko
Tujhse mila toh, jaagi duaein
Aur nazar ne sajdaa kiya
Jannat zamin pe aayi uttar ke
Khushiyon ne jaise chun sa liya
Ho..
Tujhse mila toh, jaagi duaein
Aur nazar ne sajdaa kiya
Jannat zamin pe aayi uttar ke
Khushiyon ne jaise chun sa liya
Har manzar dil nashin hai..
Aaha..aaha
Tu hi tu har kahin hai
Aaha..aaha
Ho teri ye adaayein to hai sari kaatilana
Tera deedar hua
Pehla sa pyaar hua
Pehli hi bar hua
Iss dil ko
Na toh inkaar hua
Na hi iqrar hua
Jaane kya yaar hua,
Iss dil ko
Tere bina main tanha tha har pal
Hothon pe har dum thi tishnagi
Maqsad nahin tha sapney nahin the
Thi zindagi main aawaargi
Tu mera rehnuma hai
Manzil hain raasta hai
Ho..Mere liye tu to jaise rab kaa hai nazranaa
Tera deedar hua
Pehla sa pyaar hua
Pehli hi bar hua
Iss dil ko
Na toh inkaar hua
Na hi iqrar hua
Jaane kya yaar hua,
Iss dil ko
Yoon tera muskuraana
Aur aakey chaley jaana
Yoon tera muskuraana
Aur aakey chaley jaana
Kismat ka hai khul jaana
Tera deedar hua
Pehla sa pyaar hua
Pehli hi bar hua
Iss dil ko
Na toh inkaar hua
Na hi iqrar hua
Jaane kya yaar hua,
Iss dil ko
Ho..
 
 

No comments:

Post a Comment